Saturday 11 March 2017

hr insan ki takdir kudha likhta hai


hr insan ki takdir kudha likhta hai
Jo likha ho takdir me wohi milta hai
 kbhi na chahat kr jada pane ki
 Koshish kro jo na mil sake usko bulane ki

Ek yahan hamara hota


Ek yahan hamara hota jis yahan mein aur kisi ka na sahara hota
Sirf sath tumhara hota
Hum dono hamesha rahate sath
Phir kabhi na satati tumhari yaad

Aaj mera Dil tuta hai


Aaj mera Dil tuta hai
Koi apna mujhe rutha hai
Ab bs jina hai unhi yadon ke sahare
Kya hua aaj prae ho gye kl tk the hamare

Kon kiske sath jata hai


Kon kiske sath jata hai
Kon hai es yahan mein  aapna  yah wakat batata hai

Aaj wo krte hai bulane ki baat


Aaj wo krte hai bulane ki baat
Kl bhul jaenge
Ek din wo jarur pashtaengaye
Jis din hum es yahan se chale jaenge

Mera Dil nahi lgta tumhare bina kahin bhi


Mera Dil nahi lgta tumhare bina kahin bhi
Kahan chali gyi tu krke mujhe barbad
Tum se tumhari yadein achi hai jo hamesha rahti hai mere pas

juda hindi shayari


Wo mujse ho gyi hai juda
Janta hai yah baat khuda
Kash wo mere pas bapis chali aye
Krti hun main tum se bahut pyaar yah baat mujhe bataye